Iss Dil Ne Socha Hai Lyrics | Shubh Kaamna (1983) | Asha Bhosle, S P Balasubrahmanyam | R D Burman

(Iss dil ne socha hai jo, sach wohi ho jaaye toh
La la la la la……..) – (2)
Iss dil ne socha hai jo o o o o… sach wohi ho jaaye toh

Udate hi udate pyaar ke panchhi, milake kahin kho jaayein
O la la la la la aa aa aa…
Patjhad mein bhi mehake bahaarein, dil ke taraane jahaan gaaye
O la la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo ho o o o… sach wohi ho jaaye toh
Ho la la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo

Kahaan base chanda kahaan yeh kamalani
Jaake yeh duri main mitaau
La la la la la aa aa aa…
Hmm dono ke mann jo pyaar se baandhe
Main woh kiran ban jaau
Ho o la la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo o o o… sach wohi ho jaaye toh
La la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo

Mann mandir mein dip jalaaye, puja ke phul chadhaaye
O aa aa aa……
Shaam sinduri sapano se usaki maang kuwaari bhar jaaye
Ho o la la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo o o o… sach wohi ho jaaye toh
La la la la la aa aa aa…
Iss dil ne socha hai jo – (2)
Sach wohi ho jaaye toh – (2)
Iss dil ne socha hai jo – (2)

MovieShubh Kaamna (1983)
SingerAsha Bhosle, S P Balasubrahmanyam
Music ComposerR D Burman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *