Na gujre hue pal ki baat kar
Na gujre hue pal ki baat kar
Na aanewaale kal ki soch
Bhulaake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Jo paana hai wo paana hai
Jo khona hai wo khona hai
Jo paana hai wo paana hai
Jo khona hai wo khona hai
Jo hona hai wo hona hai
Phir kis baat ka rona hai
Na gujre hue pal ki baat kar
Na aanewaale kal ki soch
Bhulaake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Jo aana hai wo aayega
Jo jaana hai wo jaayega
Jo aana hai wo aayega
Jo jaana hai wo jaayega
Lamha jhonka hawa ka hai
Koi ise rok na paayega
Na gujre hue pal ki baat kar
Na aanewaale kal ki soch
Bhulaake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
| Movie | Halla Bol |
| Singer | Harshdeep Kaur |
| Director | Rajkumar Santoshi |
| Music Composer | Sukhwinder Singh |
| Lyricist | Dushyant Kumar, Sameer, Mehboob |
| Star Cast | Ajay Devgn, Vidya Balan, Pankaj Kapoor, Kareena Kapoor, Sridevi, Boney Kapoor, Jackie Shroff, Pahlaj Nihalani, Neeraj Vora, Tusshar Kapoor, Ranjit Kapoor, Sayali Bhagat, Darshan Jariwala, Iqbal Dosani, Deepak Pandit, Ishteyak Khan, Ruby Bhatia, Mukesh Tiw |

