Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics  | Aasmaan | Asha Parekh, Nasir Khan | Chandru Atma (C. H. Atma) | Omkar Prasad Nayyar

Is Bewafaa Jahaan Mein Lyrics | Aasmaan | Asha Parekh, Nasir Khan | Chandru Atma (C. H. Atma) | Omkar Prasad Nayyar

Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein wafaa dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein

Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raasta agarche tera raasta na tha
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Har raaste mein tera pata dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein

Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka dard tha ke raha ye zindagi ke saath
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Ik dil ka chain tha ki sada dhoondhte rahe
Nadaan the kitne ham bhi
Ye kya dhoondhte rahe
Is bewafaa jahaan mein.

MovieAasmaan
SingerChandru Atma (C. H. Atma)
DirectorDalsukh M. Pancholi
Music ComposerOmkar Prasad Nayyar
LyricistPrem Dhawan
Star CastAsha Parekh, Nasir Khan, Shyama, Veena
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *