In Nashile Naina Se Lyrics  | Mastana | Mehmood, Padmini | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

In Nashile Naina Se Lyrics | Mastana | Mehmood, Padmini | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Pee le pee le pee le pee le tu jeele
In nashile naina se bhi thodi pee le
Rangeele baalma zaalma jaaniya
Jaaniya pee le pee le tu jeele
In nashile naina se bhi thodi pee le
Rangeele baalma zaalma jaaniya
Pee le pee le jee le

Rup ka baadal baras raha hai
Rup ka baadal baras raha hai
Tu kyun itna taras raha hai
Puchh rahe hai nain gulabi
Puchh rahe hai nain gulabi
Puchh rahe hai honth rasile
Pee le pee le pee le pee le tu jeele
In nashile naina se bhi thodi pee le
Rangeele baalma zaalma jaaniya
Pee le pee le pee le

Mann madira ka chhalkta pyala
Mann madira ka chhalkta pyala
Preet ka pritam nasha nirala
Dekh yeh meri chaal sharabi
Dekh yeh meri chaal sharabi
Dekh yeh mere nain katile
Pee le pee le pee le pee le tu jeele
In nashile naina se bhi thodi pee le
Rangeele baalma zaalma jaaniya
Pee le pee le pee le.

MovieMastana
SingerLata Mangeshkar
DirectorAdurthi Subba Rao
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastMehmood, Padmini, Bharathi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *