Idhar Ho Raha Hai Udhar Ho Raha Hai Lyrics | Mera Faisla | Shabbir Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Idhar Ho Raha Hai Udhar Ho Raha Hai Lyrics | Mera Faisla | Shabbir Kumar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Koi nam koi pata dhundh rakhna
Koi nam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hame rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hame rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Mohabbat ka kuch kuch asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

MovieMera Faisla
SingerShabbir Kumar, Asha Bhosle
DirectorS V Rajendra Singh
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Dutt, Rati Agnihotri, Jaya Prada, Kader Khan, Shakti Kapoor, Nirupa Roy, Pran, Asrani, Leena Das, Pinchoo Kapoor, Satyen Kappu, Shobha Khote, Yunus Parvez, Rajendra Nath, Parikshat Sahni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *