Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee
Idhar bhi bijli udhar bhi bijlee
Bada hi najuk hain ye jamana
Bada hi najuk hain ye jamana
Chandan ki har sakh jal uthi hain
Kaha banaye ham asiyana ham asiyana
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Agar aur kuch dil na ati to kya tha
Agar aur kuch dil na ati to kya tha
Is jawani se masum bachpan bhala tha
Hame mar denge hame mar dengi
Hamari adaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Hawa band kaliyo se jab khilti hain
Hawa band kaliyo se jab khilti hain
To khusbu baharo ki khud khilti hain
Ab chupaye to ye phool,
Chupaye to ye phool kaise chupaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Hai ujala bahut husan ki chandani mein
Andhere byhi hain kuch isi roshni mein
Magar zakhmi dil
Magar zakhmi dil apna kisko dikhaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye.
| Movie | Kasam Suhaag Ki |
| Singer | Kavita Krishnamurthy |
| Director | Mohan Segal |
| Music Composer | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Lyricist | Hasan Kamal |
| Star Cast | Dharmendra, Rekha, Danny Denzongpa, Sadashiv Amrapurkar, Jagdeep, Shakti Kapoor, Gulshan Grover, Suresh Oberoi |
| Label | T-Series |

