Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Ho aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Ho aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Kuch to hai jo hum yu anhe bharte hain
Sabki ankhe hai tumpe hum isse darte hai
Kuch to hai jo hum yu anhe bharte hain
Sabki ankhe hai tumpe hum isse darte hai
Tumhi ko dekha karte hai ke jane ja kasam se han
Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Chahat me duri hai kisko raas aayi
Sanso me talware si leti hain angdai
Chahat me duri hai kisko raas aayi
Sanso me talware si leti hain angdai
Sitam hai aaj tanhai ke jaane ja kasam se han
Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Hame to ho gaya hai pyaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
Aitbaar dilbar yaar tumhe ho na ho
| Movie | Mere Hamdam Mere Dost |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Amar Kumar |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Dharmendra, Sharmila Tagore, Mumtaz, Rehman, Santosh Kumar, Nigar Sultana, Om Prakash, Achla Sachdev, Yash Kumar, Sneh Lata, Khairati, Nazir Kashmiri |

