Hath Seeta Ka Ram Kodiya, Janak Raja Dege Or Kya ( Female ) Lyrics | Ghar Sansar | Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Hath Seeta Ka Ram Kodiya, Janak Raja Dege Or Kya ( Female ) Lyrics | Ghar Sansar | Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Hath seeta ka ram ko diya
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya
Beti babul ke dil ka tukda
Beti babul ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya

Ishwar ka vardan hai beti
Gharwalo ki jaan hai beti
Ye pagdi babul ke sar ki
Laaj hai sare ghar ki
Daan kanya ka jisne diya
Daan kanya ka jisne diya
Mayya rani degi or kya
Beti maa ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada

Rupwati gunwanti gahna
Iske aage kya koi gahna
Ye naate hai man ke naate
Dhan se na jode jaate
Pyari bahna ka gahna diya
Pyari bahna ka gahna diya
Bhaiya raja denge or kya
Bahna bhai ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya
Beti babul ke dil ka tukda
Dahej kaha isse bada
Hath seeta ka ram ko diya
Janak raja denge aur kya

MovieGhar Sansar
SingerAnuradha Paudwal
DirectorK Bapaiah
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistIndeevar
Star CastJeetendra, Kader Khan, Lalita Pawar, Gulshan Grover, Shreeram Lagoo, Rajesh Puri, Sulochna, Sridevi, Aruna Irani, Ranjeet, Kajal Kiran, Bharat Bhushan, Agha, Pinchoo Kapoor, Anjana Mumtaz

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *