Har Khushi Ho Wahaan Lyrics  | Upkar | Asha Parekh, Manoj Kumar | Lata Mangeshkar | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Har Khushi Ho Wahaan Lyrics | Upkar | Asha Parekh, Manoj Kumar | Lata Mangeshkar | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Har khushi ho wahan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe

Ye andhere mujhe
Ho ho ho
O o o
Ye andhere mujhe
Is liye hain pasand
In mein saaya bhi apna
Dikhaayi na de
In mein saaya bhi apna
Dikhaayi na de
Roshni ho wahaan
Roshni ho wahaan
Roshni ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe

Chaand dhundhlaa sahi
Ho ho ho
O o o
Chaand dhundhlaa sahi
Gham nahin hai mujhe
Teri raaton pe raaton ka saaya na ho
Teri raaton pe raaton ka saaya na ho
Chaandni ho wahaan
Chaandni ho wahaan
Chaandni ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Zindagi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe
Har khushi ho wahaan
Tu jahaan bhi rahe.

MovieUpkar
SingerLata Mangeshkar
DirectorManoj Kumar
Music ComposerAnandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
LyricistGulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Star CastAsha Parekh, Manoj Kumar, Prem Chopra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *