Hale Dil Tujhko Sunaata Lyrics | Murder 2 | Harshit Saxena | Harshit Saxena

Hale Dil Tujhko Sunaata Lyrics | Murder 2 | Harshit Saxena | Harshit Saxena

Hey kaash
Kaash yun hota
Har shaam saath tu hota
Chhup jaa dil na yun rotaa
Har shaam saath tu hota
Guzaara ho tere bin guzaara
Ab mushkil hai lagta
Nazaara ho tera hi nazaara
Ab har din hai lagta

Hale dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan

Tu meri raah ka sitaara
Tere bina hoon main awaara
Jab bhi tanhai ne sataaya
Tujhko besaakhta pukaara
Aa chaahat hai meri la fanaa
Par meri jaan dil me hoon rakhta haan
Hale dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan

You re the one to me
I love whats meant to be
I know you feel it too
If i look at you

Khwaabon ka kab tak loon sahara
Ab toh tu aa bhi ja khudara
Meri yeh dono paagal aankhein
Har pal maange tera nazaara
Samjhaun inko kis tarah
Inpe mera bas nahin chalta haan
Haal e dil tujhko sunaata
Dil agar yeh bol paata
Bakhuda tujhko hai chaahta jaan
Tere sang jo pal bitaata
Waqt se main woh maang laata
Yaad karke muskuraata haan

MovieMurder 2
SingerHarshit Saxena
DirectorMohit Suri
Music ComposerHarshit Saxena
LyricistSayeed Qadri
Star CastYana Gupta, Shweta Kawatra, Emraan Hashmi, Jacqueline Fernandez, Prashant Narayanan, Sudhanshu Pandey, Sandeep Sikand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *