Hai Yehi Zindagi Lyrics | Kick | Salman Khan | Anjjan

Jaana kahaan pe bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi
Jaana kahaan pe bhatki thi zindagi
Wo aansu thhe jinko main samjha tha khushi

Bewajah jiya ab tak
Pataa na tha aaj jaana hai
Waqt ke chhote se ek pal mein
Hai sadiyon ki khushi hai yehi zindagi – 2
(Raahon mein raahein khuda ki mill gayi
Wo unpe ab chalna nahi jaana hai kahin) – 2

Roshni na thi aisi kabhi inn nigaahon mein
Aaj jo mila khud ko laga main pehla sa nahin
Hai yehi zindagi
Hai sadiyon ki khushi hai yehi zindagi

MovieKick
SingerSalman Khan
Music ComposerAnjjan
LyricistKumaar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *