Haay Re Haay Re, Madhubaalaa Gazab Kar Daalaa Lyrics | Banarasi Babu | Udit Narayan | Anand Milind

Haay Re Haay Re, Madhubaalaa Gazab Kar Daalaa Lyrics | Banarasi Babu | Udit Narayan | Anand Milind

Haay haay haay haay haay haay haay
Haay re haay re gazab kar daala
Haay re haay re gazab kar daala o madhubala gazab kar daala
O madhubala gazab kar daala

Datiyan ki setting dekho
Datiyan ki setting dekho motiyan ki maala
Datiyan ki setting dekho dekho na
Datiyan ki setting dekho motiyan ki maala
Achchho ko isne kachcha chaba daala
Haay re haay aaj hamse pada paala o madhubala gazab kar daala
Haay re haay re gazab kar daala o madhubala gazab kar daala

Maathe pe bindiya
Maathe pe bindiya na kaano me baala
Maathe pe bindiya aay haay
Maathe pe bindiya na kaano me baala
Gore se mukhade pe chashma hai kaala
Haay haay re tera rang bada aala o madhubala gazab kar daala
Haay re haay re gazab kar daala o madhubala gazab kar daala

Ye to mirchi ka
Samjhe bhaiya
Ye to mirchi ka tikha masaala
Ye to mirchi ka
Ye to mirchi ka tikha masaala
Kholunga mai iske bheje ka taala
Haay re haay ye to vish ka bhara pyala o madhubala gazab kar daala
Haay re haay re gazab kar daala meri madhubala gazab kar daala
Hey madhubala gazab kar daala
Tune madhubala gazab kar daala
Ai madhubala madhubala are gazab kar daala re
Are ajab kar daala re

MovieBanarasi Babu
SingerUdit Narayan
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAnand Milind
LyricistSameer
Star CastGovinda, Ramya, Kader Khan, Shakti Kapoor, Bindu, Aasif Sheikh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *