Gustakhiya Hain Betabiya Hain Lyrics | Aankhen (2002) | Aadesh Shrivastava, Vasundhara Das | Aadesh Shrivastava

Gustakhiya hain, betabiya hain, chayi hain madhoshiya
Hosh uda do, sab kuchh bhula do, todo yeh khamoshiyan
Yeh dhadkan ki raftar hai, yeh sason ka angar hai
Yeh ishq sulagne do zara, yeh chahat ka iqrar hai
Jane jan oh jane jan

(Aawara arman hai, yeh dil ka ailan hai
Jan tujhpe kurban hai, janejan) – 2
Ek hulchul si hone lagi, main jannat mein khone lagi
Mujhko bahon mein tham lo, phir na rukne ka nam lo
Gustakhiya hain, betabiya hain, chayi hain madhoshiya

(Deeware sab tod do, mausam ka rukh modh do
Har kashti ko chhod do, janejan janejan) – 2
Main hu teri aagosh mein, kuchh hosh mein kuchh josh mein
Kuchh shole hain kuchh hai jalan, kuchh behke behke hain kadam
Gustakhiya hain, betabiya hain, chhayi hain madhoshiya
Hasti mita do, masti luta do, chhodo bhi yeh duriya
Yeh ishq sulagane do jara, yeh chahat ka iqrar hai
Jane jan oh jane jan

MovieAankhen (2002)
SingerAadesh Shrivastava, Vasundhara Das
Music ComposerAadesh Shrivastava

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *