Gham ki rut lekar aayi
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Ek tammana ki thi kabhi
Ek tammana ki thi kabhi
Ek tammana ki thi kabhi
Sari umr saza paayi
Sari umr saza paayi
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Aaj bhi woh maayuus nahin
Aaj bhi woh maayuus nahin
Aaj bhi woh maayuus nahin
Dil kaisa hai saudaayi
Dil kaisa hai saudaayi
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Jaane barsegi ki nahin
Jaane barsegi ki nahin
Jaane barsegi ki nahin
Ek ghata to hai chhaayi
Ek ghata to hai chhaayi
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Gham ki rut lekar aayi
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee
Tanhayee si tanhayee
Gham ki rut lekar aayi
Tanhayee si tanhayee.
| Movie | Sarhadein: Music Beyond Boundaries |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Mayuresh Pai |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Lata Mangeshkar, Mehdi Hassan, Ghulam Ali, Usha Mangeshkar, Suresh Wadkar, Harìharan, Sonu Nigam, Rekha Bharadwaj |
| Label | Saregama |

