Gham Ka Sataya Hua Lyrics | Abu Kaliya | Majid Khan, Zahid Merchant | Nitin Mukesh Chand Mathur | Jitin Shyam

Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Shayad mere haath mein
Jeet ki rekha nahin
Jo bhi maine chaha use
Khote huye dekha nahin
Pa saka na main use
Jo bhi mujhe pyara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Aarzoo mein phool ki
Kanto pe main chalta raha
Khun mera aas ke
Dipak mein jalta raha
Aaj main akela hoon
Dil besahara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua

Jaane kya kya dil mein tha
Khwab the armaan the
Kya khabar thi yeh tabahi
Ke meri saman the
Reh gaye bhawar mein hum
Dur ab kinara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua
Zindagi ke har
Khel mein hara hua
Gham ka sataya hua
Kismat ka mara hua.

MovieAbu Kaliya
SingerNitin Mukesh Chand Mathur
DirectorC.K. Kader
Music ComposerJitin Shyam
LyricistAish Kanwal
Star CastMajid Khan, Zahid Merchant, Sudhir Pandey, Anuradha Sawant
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *