Geela Geela Pani Lyrics  | Satya | J.D Chakravarthy, Urmila Matondkar | Lata Mangeshkar | Vishal Bhardwaj

Geela Geela Pani Lyrics | Satya | J.D Chakravarthy, Urmila Matondkar | Lata Mangeshkar | Vishal Bhardwaj

Geela geela paani
Paani sureela paani paani
Geela geela paani
Paani sureela paani paani
Hoom hoom hoom hoom barse
Aaya hai kiske ghar se paani paani
Aasmaan chhalka hai
Aasmaan bhar gaya bhar gaya
Geela geela paani
Paani sureela paani paani

Sheeshon pe bajti hain boondein
Chehre pe chalti hain boondein
Sheeshon pe bajti hain boondein
Chehre pe chalti hain boondein
Ni pa pa ni gungun karta paani
Kalsi mein bharta paani paani
Hoom hoom hoom hoom barse
Aaya hai kiske ghar se paani paani

Ruk ruk ke chalta hai yeh dil
Mujrim sa lagta hai yeh dil
Ruk ruk ke chalta hai yeh dil
Mujrim sa lagta hai yeh dil
Ni pa pa ni honton ne chakkha paani
Boondein mein rakha paani paani
Hoom hoom hoom hoom barse
Aaya hai kiske ghar se paani paani
Aasmaan chhalka hai
Aasmaan bhar gaya bhar gaya.

MovieSatya
SingerLata Mangeshkar
DirectorRam Gopal Varma
Music ComposerVishal Bhardwaj
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastJ.D Chakravarthy, Urmila Matondkar, Manoj Bajpai, Shefali Shah
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *