Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics  | Waris | Suraiya, Nadira | Rajkumari Dubey | Anil Krishna Biswas

Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics | Waris | Suraiya, Nadira | Rajkumari Dubey | Anil Krishna Biswas

Gazab kiya tere
Waade pe aitabaar kiya
Tamaam raat
Qayamat ka itazaar kiya

Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan

Khabar na thi ke
Hame ashqabaar kar doge
Hamaari khushiyaan
Kisi par nisaar kar doge
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan.

MovieWaris
SingerRajkumari Dubey
DirectorNitin Bose
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastSuraiya, Nadira, Jagdish Sethi, Yakub, Sadat Ali, Achla Sachdev, Talat Mahmood, Roopmala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *