Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics  | Tarzan In Fairyland | Azad, Indira | Mohammed Rafi | Jimmy, Prem Nath

Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics | Tarzan In Fairyland | Azad, Indira | Mohammed Rafi | Jimmy, Prem Nath

Gar pyar hamara sacha
Har takat ko lalkarega
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega
Julm duniya me sada
Pyar pe hota raha
Parchame ishq magar
Ho ke uncha na jhuka
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Jo kadam aage bada
Badke piche na hata
Ishq mohabbat ke liye
Taaz aur taqt diye
Teer aur talwar chale
Vaar pe vaar chale
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
O pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Ha pyar jab jhuk na saka
Aayi duniya ki sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na harega

Kisaye kaid bhi sun
Jisko thi ishq ki dhun
Taar daman me na tha
Phul gulshan na tha
Dil ki murjai kali
Aarzoo dil ki jali
Marte marte na chuti
Haye laila ki gali
Ishq me ho ke fanna
Aisa diwana bana
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Jo bhi tirbat pe gaya
Aayi tirbat se sada
Kya, is pyar se duniya hari hai
Ye pyar kabhi na hara hai
Ye pyar kabhi na harega
Ye pyar kabhi na hareg.

MovieTarzan In Fairyland
SingerMohammed Rafi
DirectorSushil Gupta
Music ComposerJimmy, Prem Nath
LyricistShewan Rizvi
Star CastAzad, Indira, Shyam Kumar, Amar Ram Kumar, Ram Mohan, Tripathi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *