Agar khuda jo mile use puchu yahi
Tune dil kyu banaya tha sansar me
Agar banaya bhi tha to tu itna bata
Kyu ise kas diya dard ke taar me
Agar khuda jo mile use puchu yahi
Tune dil kyu banaya tha sansar me
Mujhe jana na samjha kisi ne kabhi
Log patahr samajhte rahe umar bhar
Ek pathar me pani ka jaharna bhi hai
Dil se jharta raha jo sada umar bhar
Ye jharana hi nadiya banega kabhi
Ye jharana hi nadiya banega kabhi
Fir milenga samundar se ek din
Hum chale jaa rahe ahi pagalo ki tarah
Maa ki mamta milegi zarur ek din
Maa ki mamta milegi zarur ek din
Maa ki mamta milegi zarur ek din
Maa ki mamta milegi zarur ek din
Maa ki mamta milegi zarur ek din
| Movie | Bade Ghar Ki Beti |
| Singer | Mohammed Aziz, Alka Yagnik |
| Director | Kalpataru |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Santosh Anand |
| Star Cast | Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kader Khan, Asrani, Raj Kiran, Shammi Kapoor, Aruna Irani, Pran, Urmila Matondkar, Gulshan Grover, Jay Shree T, Shoma Anand, Mohan Choti, C S Dube, Pinchoo Kapoor, Ashok Saraf, Sushma Seth, Satish Shah, Tiku Talsania |

