Ganapati Bappaa Morayaa, Devaa Ho Devaa, Tumase Badh Kar Kaun Lyrics | Humse Badhkar Kaun | Asha Bhosle, Bhupinder Singh, Mohammed Rafi, Sapan Chakravarty, Shailendra Singh | Ram Laxman

Ganapati Bappaa Morayaa, Devaa Ho Devaa, Tumase Badh Kar Kaun Lyrics | Humse Badhkar Kaun | Asha Bhosle, Bhupinder Singh, Mohammed Rafi, Sapan Chakravarty, Shailendra Singh | Ram Laxman

Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Morya re bappa morya re
Morya re bappa morya re

Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
Humse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun

Adbhut rup ye kaya bhari mahima badi hai darshan ki
Prabhu mahima badi hai darshan ki
Bin maange puri ho jaye jo bhi ichchha ho man ki
Prabhu jo bhi ichchha ho man ki
O jo bhi ichchha ho man ki
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
Humse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun

Chhoti si aasha laya hu chhote se man me data
Is chhote se man me data
Maangne sab aate hai pahle sacha bhakt hi hai pata
Sacha bhakt hi hai pata
O sacha bhakt hi hai pata
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
Humse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun

Bhakto ki is bhid me aise bagula bhakat bhi milte hai
Ha bagula bhakat bhi milte hai
Bhes badal kar ke bhakto ka jo bhagwan ko chhalte hai
Are jo bhagwan ko chhalte hai
O jo bhagwan ko chhalte hai
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
Humse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun

Ek daal ke phulo ka bhi alag alag hai bhagay raha
Prabhu alag alag hai bhagay raha
Dil me rakhna dar uska mat bhul vidhata jaag raha
Mat bhul vidhata jaag raha
O mat bhul vidhata jaag raha
Ganpati bappa morya
Mangal murti morya
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun
Humse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun
Deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun
Swami tumse badhkar kaun

MovieHumse Badhkar Kaun
SingerAsha Bhosle, Bhupinder Singh, Mohammed Rafi, Sapan Chakravarty, Shailendra Singh
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerRam Laxman
LyricistRavindra Rawal
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Danny Denzongpa, Vijayendra Ghatge, Ranjeet, Amjad Khan, Padmini Kapila, Neeta Mehta, Kajal Kiran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *