Farishta nahin main – 3 jo ishq na kar sakun
(farishta nahin main – 3)
(jo ishq na kar sakun – 3)
Kitaabon mein lipati huyi
Koyi main khaani nahin – 2
Main jinda fasaana tera
Meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
(masihaah nahi hoon – 3)
(jo ishq na kar sakun – 3)
Kinaaron pe duba hoon main
Wafaaon mein uljha hoon main – 2
Tera hi junoon hai mujhe
Teri yaadon ko sajda karati hai aawaaragi
(main lamha nahin hoon – 3)
(jo phir na aa sakoon – 3)
| Movie | Strangers |
| Singer | Band Black |
| Director | Anand L Rai |
| Music Composer | Vinay Tiwari |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Kay Kay Menon, Jimmy Sheirgill, Nandana Sen, Sonali Kulkarni |

