Ek Shama Jale Kahan, Parvano Ki Bhid Yaha, Raj Ki Baate Kise Batao Lyrics | Dhuen Ki Lakeer | Ajit Singh, Krishna | Shamji Ghanshyamji

Ek Shama Jale Kahan, Parvano Ki Bhid Yaha, Raj Ki Baate Kise Batao Lyrics | Dhuen Ki Lakeer | Ajit Singh, Krishna | Shamji Ghanshyamji

Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha
Raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau
Are hai koi diwana are hai koi diwana
Are hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera
Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

Aise na aa mujhko na sata haye na mujhkjo jala
Dekh idhar bhi zara baho ka har bana
Aise na aa mujhko na sata haye na mujhkjo jala
Dekh idhar bhi zara baho ka har bana
Ek shama jale kaha parvano ki are bhid yaha

Kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga
Isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja
Kehti hai ye kali ghata thodi si moh ko laga
Isse hai nafrat agar labo se tu mere pi ja
Ek shama jale kaha parvano ki are bhid yaha
Raz ki bate kise batau zam pyar ka kise pilau
Are hai koi diwana are hai koi diwana
Are hai koi diwana dil ka fasana sune jo mera
Ek shama jale kaha parvano ki bhid yaha

MovieDhuen Ki Lakeer
SingerAjit Singh, Krishna
DirectorKishore Sahu
Music ComposerShamji Ghanshyamji
LyricistKhalish Dehlvi
Star CastRamesh Arora, Parveen Babi, Urmila Bhatt, Priti Ganguly

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *