Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Tu dhar hai nadiya ki
Main tera kinara hu
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hu
Aankho me samandar hai
Ashao ka pani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Jo dil ko tassali de wo saaz utha lao
Dum ghutane se pahale hi aavaj utha lao
Khushiyo ka tarang ho
Ashko ki jabani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujo ki ravani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujo ki ravani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
| Movie | Shor |
| Singer | Mukesh, Lata Mangeshkar |
| Director | Manoj Kumar |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Santosh Anand |
| Star Cast | Manoj Kumar, Jaya Bachchan, Premnath, Raj Mehra, Manorama, Shefali, Kamini Kaushal, Meena T, Manmohan, Asrani, Ram Mohan, Satyajit Puri, Madan Puri, Naaz, Nanda, V Gopal, Satyajit Puri, Kuljit, Krishan Dhawan, Nana Palsikar, Leena, Masood, Sushma, Avinash |

