Ek Manzil Ek Safar Hai Ab Humara Apka, Har Kadam Par Chahata Hai Lyrics | Naag Mandir | Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Ek Manzil Ek Safar Hai Ab Humara Apka, Har Kadam Par Chahata Hai Lyrics | Naag Mandir | Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Ek manjil ek safar hai ab hamara aapka hamra aapka
Har kadam par chahta hai dil sahara aapka ha shara aapka

Aap or hum ek hai ab hamse mat sharmaiye
Dil ki had se aage badhiye ruh par cha jayiye
Kya kaha ye aapne ek bar fir dohrayiye
Jane kyu lagta hai har andaz pyara aapka andaz pyara aapka
Ek manjil ek safar hai ab hamara aapka ha aapka

Wo chaman chuta wo hawa gayi
Mai kaha se kaha aa gayi
Hui sabko chhod ke aapki
Mere dil me kya ye sama gayi
Laut aayegi gujri bahar
Hampe nahi kya atbar
Jan se pyara hai hamko har ishara aapka
Ha ishara aapka
Ek manjil ek safar hai ab hamara aapka ha aapka

MovieNaag Mandir
SingerMahendra Kapoor, Lata Mangeshkar
DirectorShantilal Soni
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAsad Bhopali
Star CastMahipal, Vijay Choudhary, Indira, B M Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *