Ek Ladki Jo Deewaani Si Hai Lyrics | Ek Ladki Deewani Si (Adnan Sami) | Adnan Sami | Adnan Sami

(Ek ladki jo deewaani si hai
Sach hai magar woh kahaani si hai
Aisi hasi dilnashi naajani aur kahin kasam se nahi) – (2)
Hmm kasam se nahi, kasam se nahi

Sabse khubsurat hai woh, jinda koyi murat hai woh
Nahi yeh usako pata hai, usaki niraali ada hai
Naaj aisa kahin kasam se nahin, kasam se nahin
Ek ladki jo deewaani si hai
Sach hai magar woh kahaani si hai
Aisi hasi dilnashi naajani aur kahin

Aisi waisi jaisi bhi ho, koyi toh ishaara karo
Itani si yeh iltaja hai
Tujhase umidein wafa hai
Saaj aisa kahin kasam se nahin, kasam se nahin
Ek ladki jo deewaani si hai
Sach hai magar woh kahaani si hai
Aisi hasi dilnashi naajani aur kahin
Kasam se nahin, kasam se nahin, kasam se nahin….

MovieEk Ladki Deewani Si (Adnan Sami)
SingerAdnan Sami
Music ComposerAdnan Sami
LyricistIrfan Siddiqui

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *