Ek Do Teen Char Lyrics  | Sant Gyaneshwar | Sudhir Kumar, Surekha | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ek Do Teen Char Lyrics | Sant Gyaneshwar | Sudhir Kumar, Surekha | Lata Mangeshkar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ek do teen char
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char

Patti likhna copy bhi padhna
Patti likhna
Patti likhna copy bhi padhna
Sare jag mein cham
Cham chamakna
O mere bhaiya pyare bhaiya
Phir to pehnoge phulo ke har
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char

Shaitani tum jyada na karna
Shaitani
Shaitani tum jyada na karna
Pandit ji ke gusse se darna
Mere bhaiya ho achhe bhaiya
Nahi to khaoge beto ki mar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char

Padh kar sidhe ghar ko hi aana
Padh kar sidhe
Padh kar sidhe ghar ko hi aana
Mithe mithe ladu bhi khana
O mere bhaiya ho
Mere mithe bhaiya
Phir main lungi balaiya hazar
Ek do teen char
Bhaiya bano hoshiyar
Sabka hai kehna anpadh na rehna
Jao guru ji ke dwar
Ek do teen char.

MovieSant Gyaneshwar
SingerLata Mangeshkar
DirectorManibhai Vyas
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistBharat Vyas
Star CastSudhir Kumar, Surekha, Babloo, Shahu Modak, Jeevan, Ulhas, Sulochana Latkar, Asit Sen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *