Ek Ajnabi Haseena Se Lyrics | Bas Yun Hi | Krishnakumar Kunnath (K.K)

Ek Ajnabi Haseena Se Lyrics | Bas Yun Hi | Krishnakumar Kunnath (K.K)

Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi
Phir kya huya ye na
Puchho kuch aisi bat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi

Wo achanak aa gayi
Yu nazar ke samne
Jaise nikal aaya
Ghata se chand
Wo achanak aa gayi
Yu nazar ke samne
Jaise nikal aaya
Ghata se chand
Chehare pe julfe
Bikhari huyi thi
Din me rat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi

Oo oo janeman jane
Jigar hota mai shyar agar
Kehata gajal teri adao par
Janeman jane jigar
Hota mai shyar agar
Kehata gajal teri adao par
Maine ye kaha to mujhse
Khafa wo jane haya ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi

Khubsurat baat ye
Char pal ka sath ye
Sari umar mujhko rahega yaad
Khubsurat bat ye
Char pal ka sath ye
Sari umar mujhko rahega yaad
Mai akela tha magar
Ban gayi wo humsafar
Wo mere sath kho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yu mulakaat ho gayi
Ek ajnabi ajnabi.

MovieBas Yun Hi
SingerKrishnakumar Kunnath (K.K)
DirectorRaja Menon
Music ComposerMerlyn D’Souza, Rajeev Raja
LyricistSubbu
Star CastPurab Kohli, Nandita Das, Rajiv Gopalakrishnan
LabelSony BMG

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *