Duniya Kismat Aur Khuda Lyrics  | Gumrah | Sanjay Dutt, Sridevi | Roop Kumar Rathod | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Duniya Kismat Aur Khuda Lyrics | Gumrah | Sanjay Dutt, Sridevi | Roop Kumar Rathod | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Apni mohabbato pe, tum aitbar karna
Todha sa aur mera bas intjar karna

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya

Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo shiva

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya

Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Mujhe maaro mujhe parvaah nahi
Maine pyar kiya hai gunah nahi
Tan par kitni chote khayi
Hotho per ek bhi aah nahi nahi
Ab aur koi do saja

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva

Duniya kismat aur khuda
Dusman ho jaye to kya

Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Bas le ke mera naam jara
Tu himmat se le kaam jara
Duniya me itna jor nahi
Hum duniya se kamjor nahi
Duniya choti hai ishq bada

Duniya kismat aur khuda
Dushaman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva

Duniya kismat aur khuda
Dushaman ho jaye to kya
Pyar mera jhuk sakta nahi
Yaar tere kadmo ki shiva

Yaar tere kadmo ki shiva
Yaar tere kadmo ki shiva.

MovieGumrah
SingerRoop Kumar Rathod
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Dutt, Sridevi, Anupam Kher, Rahul Roy
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *