Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics | Dost | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Duniya Jab Jalatee Hai Lyrics | Dost | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai
Duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai
Aaha duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai
Kisi ki najar buri bankar chhuri jab dil pe chalti hai
Hay rey bada majja hain
Duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

Jindagi kya hai ek tamanna hi toh hain
Tamanna ki suno sahib yahi tarif hoti hain
Yeh reh jaye jo dil me toh badi taklif hoti hain
Jindagi kya hai ek tamanna hi toh hain
Aur yeh tamanna jab tadap tadap kar sine se nikalti hai
Hay rey bada maja hain
Duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai

Jindagi kya hai ek hasina hi toh hain
Hasina sirf aurat ko nahi kehte jamane me
Yahi ek nam aakhir kyun likha hain har fasane me
Toh jindagi kya hain ek hasina hi toh hain
Aur yeh hasina jab pyar ki sej par karwate badalti hai
Hay rey bada maja hain
Duniya jab jalti hai hay rey bada maja aata hai
Kisi ki najar buri bankar chhuri jab dil peh chalti hai
Hay rey bada maja hain
Duniya jab jalti hai hay bada maja
Bada maja aata hai

MovieDost
SingerLata Mangeshkar
DirectorDulal Guha
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Rehman, Kanhaiya Lal, Raj Mehra, Asit Sen, Tiwari, Ravindra Kapoor, Anwar Hussan, Abhi Bhattacharya, Naaz, Master Bunty, Raju, Satyen Kappu, Chand Usmani, Amitabh Bachchan, Shetty, Fazlu, Raj Rani, Pardesi, Prith

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *