Dol Na Yaado Ki Galiya Dol Na Lyrics | Morning Walk | Shreya Ghoshal | Jeet Ganguly

Dol na yaado ki galiya dol na, bol na beeti huyi baatein bol na
Jo bhi huva hai hona nahi tha -2, abb ho chuka toh kaisa gila
Dol na yaado ki galiya dol na, bol na beeti huyi baatein bol na
Dol na, dol na, dol na, dol na, dol na

Jaane kaha kab koyi rasta bulaaye, rasta bulaakar yuhi chalaaye – (2)
Dekhe huve mein soche huve ko -2 paaya nahi toh kaisa gila
Gholana saanso mein aahein gholana, dol na yaado ki galiya dol na

Khoyi khoyi raahon sa hai ye jivan, kehane ko saare sajani saajan -2
Hai jo bhi apana dur ka sapana -2 sapana jo tuta toh kaisa gila
Khol na hoton ke taale khol na
Dol na, dol na, dol na, dol na, dol na
Dol na yaado ki galiya dol na

MovieMorning Walk
SingerShreya Ghoshal
Music ComposerJeet Ganguly

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *