Do Kadam Aur Lyrics  | Khoobsurat Dhokha | Shakila, Ravindra Kapoor | Mohammed Rafi | Mohinder Singh Sarna

Do Kadam Aur Lyrics | Khoobsurat Dhokha | Shakila, Ravindra Kapoor | Mohammed Rafi | Mohinder Singh Sarna

Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga

Are sona pighlega
Aur chandi barsegi
Chune ko kadam apne
Khud manzil tarsegi
Hai aaj agar auro ka
Kal apna zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga

Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe jamana hoga
Daman me hamare ek din
Dunia ka khazana hoga

Baaho mein chand hoga
Aur rah mein sitare
Baaho mein chand hoga
Aur rah mein sitare
Ummido ki wo duniya
Ab dur nahi pyare
Khusiyo ki jawa rato ka
Har khwab suhana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga
Do kadam aur aye sathi
Kadmo pe zamana hoga
Daman mein hamare ek din
Duniya ka khazana hoga.

MovieKhoobsurat Dhokha
SingerMohammed Rafi
DirectorRam Prakash
Music ComposerMohinder Singh Sarna
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Star CastShakila, Ravindra Kapoor, Randhir Kapoor
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *