Dil Mera Tadpane Wala Lyrics  | Janmapatri | Madhubala, Pran | Hamida Banu | Gulshan Sufi

Dil Mera Tadpane Wala Lyrics | Janmapatri | Madhubala, Pran | Hamida Banu | Gulshan Sufi

Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe
Aankho mein basane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Jisne dil ko tod diya hai
Jisne mukhda mod liya hai
Wo tod ke dil ko jane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Jisne gham ka dan diya hai
Jisne ye ehsan kiya hai
Hum nagri mein lane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Samjhi thi main jisko apna
Samjhi thi main jisko apna
Wo nikla ek jhutha sapna
Sapno mein naa aane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe
Aankho mein bas jane wala
Shad rahe aabad rahe.

MovieJanmapatri
SingerHamida Banu
Music ComposerGulshan Sufi
LyricistAziz Kashmiri
Star CastMadhubala, Pran
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *