Dil Lena Khel Hai Dildar Ka Lyrics  | Zamaane Ko Dikhana Hai | Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure | Rahul Dev Burman | Rahul Dev Burman

Dil Lena Khel Hai Dildar Ka Lyrics | Zamaane Ko Dikhana Hai | Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure | Rahul Dev Burman | Rahul Dev Burman

Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa

Vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Are, vaadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Inki mithi baaten ye matvaali aankhein
Zehar hai pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa

Inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are, inpe jawaani luta do
Ya zindgaani luta do
Are kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane
Rona hai bekaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhule se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi juutha yaar bhi jutha
Dekho mujhko dilawaalon ha
Paaya hai moka ho maine yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa
yaar kaa yaar kaa.

MovieZamaane Ko Dikhana Hai
SingerRahul Dev Burman
DirectorNasir Hussain
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Amjad Khan
LabelUniversal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *