Dil Ke Jharokhe Mein Aaja Lyrics | Dil Ke Jharoke Main | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja

Rut yahi pyar ki hai dilbar yaar ki hai
Sunane ki ek baat aaja sathiya beliya

Ab to aaja pukare tujhe pyar ki wadiya
Ab to aaja pukare tujhe pyar ki wadiya
Har tamnna meri rah dekhe teri janeja
Bekarar hai intjar me is dil ki viraniya
Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja
Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja
Rut yahi pyar ki hai dilbar yaar ki hai
Sunane ki ek baat aaja sathiya beliya

Kho gaya bachana aa rahe hai jawani ke din

Dekho na laye humko kaha jindgani ke dil
Aur naa jaane aage kya dikhlaye teri meharbaniya
Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja
Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja
Rut yahi pyar ki hai dilbar yaar ki hai
Sunane ki ek baat aaja sathiya beliya
Dil ke jhrokhe me aaja chanda sa mukhada dikha ja
Rut yahi pyar ki hai dilbar yaar ki hai
Sunane ki ek baat aaja sathiya beliya
Sathiya beliya

MovieDil Ke Jharoke Main
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorAshim Bhattacharji
Star CastVikas Bhalla, Manisha Koirala, Mamik, Satish Kaushik, Kiran Kumar, Kulbhushan Kharbanda

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *