Dil do naino me kho gaya
Bura hua ya bhala hua
Jo hona tha so ho gaya
Bura hua ya bhala hua
Maine dil se kaha ye ulfat hai
Dushvar hai ulfat ki rahe
Maine dil se kaha jhutha jag hai
Jhuthe jag ki jhuthi chahe
Maine dil se kaha ye ulfat hai
Dushvar hai ulfat ki rahe
Maine dil se kaha jhutha jag hai
Jhuthe jag ki jhuthi chahe
Dil phir bhi tumhara ho gaya
Bura hua ya bhala hua
Dil do naino me bura hua ya bhala hua
Jag bana hai jab se tumhi kaho
Kisne dil dekar sukh paya
Jag bana hai jab se tumhi kaho
Is husn ne kise na thukraya
Jag bana hai jab se tumhi kaho
Kisne dil dekar sukh paya
Jag bana hai jabase tumhi kaho
Is husn ne kise na thukraya
Dil phir bhi tumhara ho gaya
Bura hua ya bhala hua
Dil do naino me bura hua ya bhala hua
| Movie | Sunehre Din |
| Singer | Mukesh, Surinder Kaur |
| Director | Satish Nigam |
| Music Composer | Gyan Dutt |
| Lyricist | D N Madhok |
| Star Cast | Raj Kapoor, Roop Kamal, Kamla Kant, Mahendra, Nigar Sultana, C S Dube, Rehana, Sultana, Harun, Hira Sawant, Ramesh, Sinha, Indumati, Heera |

