Dil Aaj Sambhalu Kaise Lyrics | Geetanjali | Alka Yagnik | Bappi Lahiri

Dil Aaj Sambhalu Kaise Lyrics | Geetanjali | Alka Yagnik | Bappi Lahiri

Dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai
Wada wada wada wada dil aaj sambhalu kaise
Kal milne ka wada hai sajan ki baho me jine ka irada hai
Sajan ki baho me jine ka irada hai marne ka irada hai
Dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai
Wada wada wada wada wada wada wada wada

Aankho me aankhe kho jayegi dono ki sanse takrayegi
Aankho me aankhe kho jayegi dono ki sanse takrayegi
Jage honge dilo ke arman hotho pe bate so jayegi
Mil ke bhi na bujhegi ye aag itni jyada hai

Dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai
Sajan ki baho me jine ka irada hai
Sajan ki baho me jine ka irada hai
Marne kairada hai dil aaj sambhalu kaise
Kal milne ka wada hai

Do pyase dil mil jayege phool badan me khil jayege
Do pyase dil mil jayege phool badan me khil jayege
Sajan ke sang jo pal guzrenga sari umar vo yad aaynge
Pyar ki had se guzarne ko phir dil ka irada hai

Dil aaj sambhalu kaise kal milne ka wada hai
Sajan ki baho me jine ka irada hai
Sajan ki baho me jine ka irada hai
Marne ka irada hai dil aaj sambhalu kaise
Kal milne ka wada hai

MovieGeetanjali
SingerAlka Yagnik
DirectorShakti Samanta
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar
Star CastJeetendra, Rekha, Vijay Arora, Amita Nangia, Asrani, Ajit Vachchani, Dilip Tahil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *