Dhadkan ho gayi tumse aashana
Dhadkan ho gayi tumse aashana
Mushkil hai bada tumko bhulna
Kare toh kare kya yaar hum
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Dhadkan ho gayi tumse aashana
Mushkil hai bada tumko bhulna
Kare toh kare kya yaar hum
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tumse pehle tumse jyaada aur koyi na bhaaya itna dil ko
Hamne roka hamne toka hamne bahot samjhaaya itna dil ko
Ik lamha ik pal chhin reh na sake yeh tere bin
Tumse jo huwa iska saamana
Mushkil hai bada tumko bhulna
Kare toh kare kya yaar hum
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Yaad tumhaari aaye jaaye bechaini tadpaaye toh hum kya kare
Tanhayi me man ghabraaye chaahat hosh udaaye toh hum kya kare
Tu dil ki jarurat hai tujhse hi raahat hai
Yeh deewanagi kya hai puchho na
Mushkil hai bada tumko bhulna
Kare toh kare kya yaar hum
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Dhadkan ho gayi tumse aashana
Mushkil hai bada tumko bhulna
Kare toh kare kya yaar hum
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
Tum dil me rehte ho ai sanam
| Movie | Julie |
| Singer | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Director | Deepak Shivdasani |
| Music Composer | Himesh Reshammiya |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Sanjay Kapoor, Neha Dhupia, Priyanshu Chatterjee, Yash Tonk, Kiran Kumar, Achint Kaur, Anil Nagrath, Dinesh Hingoo |

