Delhi Destiny Spice Mix Lyrics | 99 | Raja Hasan, Ashu | Ashu

Delhi Destiny Spice Mix Lyrics | 99 | Raja Hasan, Ashu | Ashu

Delhi delhi delhi delhi destiny
Dhum dhum tanana dhum dhum tanana
Dhum dhum tanana dere na na
Dhum dhum tanana dhum dhum tanana
Dhum dhum tanana dere na na

Marji aawaara dil ki aisi thi
Kuchh boriyat aur kuchh jarurat thi
Pichha jo kiya pehali sadak ka to
Aa pahunche hum yahan
Hath se chaurahon pe naam likha
Raste mein ruk ke ailaan kiya
Bade naseebon ka shehar ha
Aur iski kismato mein hum hai likhe
Aaye hai baadshaah
Aaye hai baadshaah
Aa yahaan ke naye naye baadshaah
Aaye hai baadshaah
Aaye hai baadshaah
Aa yahaan ke naye naye baadshaah
Baa adaab baa mulaahija
Baa adaab baa mulaahija
We come to delhi destiny

Kisi se puchha na nasihat li
Gussa na aaya ye ganimat ki
Warna jo bhi aaya koyi saamne
To baksha hai hamne kahaan
Jo bhi chaha farmaan padha
Masti mein kaha kabhi takh liya
Gustaakhiyon ko bhi maaf kiya
Dil ko jo koyi bhala sa laga
Aaye hai baadshaah
Aaye hai baadshaah
Aa yahaan ke naye naye baadshaah
Baa adaab baa mulaahija
Baa adaab baa mulaahija
Baa adaab baa mulaahija
Baa adaab baa mulaahija
We come to delhi destiny
Delhi delhi delhi destiny
Delhi delhi delhi delhi destiny
Delhi delhi delhi
We come to delhi destiny

Movie99
SingerRaja Hasan, Ashu
DirectorKrishna DK, Raj Nidimoru
Music ComposerAshu
LyricistVaibhav Modi
Star CastKunal Khemu, Soha Ali Khan, Boman Irani, Cyrus Broacha, Simone Singh, Mahesh Manjrekar, Vinod Khanna, Amit Mistry, Sudesh Berry, Raja Kapse, Rajesh Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *