Dekho Zara Dekho Lyrics  | Yeh Dillagi | Akshay Kumar, Saif Ali Khan | Lata Mangeshkar | Dilip Sen, Sameer Sen

Dekho Zara Dekho Lyrics | Yeh Dillagi | Akshay Kumar, Saif Ali Khan | Lata Mangeshkar | Dilip Sen, Sameer Sen

Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye bundo ki ladi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye bundo ki ladi
Mausam suhaana hai kya aashikaana hai
Bajane lagi hai tik tik dil ki ghadi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye bundo ki ladi

Thodi si bechaini thoda nasha
Aane laga hai mujhe toh maja
Ghungharu bajaati hain chanchal hawa
Naa jane saawan ki niyat hain kya
Mujhako sambhalo mushkil hain badi
Dekho zara dekho kabhi khake jadi
La la la la la la la la la la
La la la la la la la la la la

Mehake najaare suhaani dagar
Mai bekhabar naa mujhe kuchh khabar
Anjaani chaahat kaa ehsaas hain
Bhige labo pe nayi pyaas hain
Phisle kadam kaise rahu main khadi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi

Mausam suhaana hain kya aashikaana hai
Bajane lagi hain tik tik dil ki ghadi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye bundo ki ladi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye bundo ki ladi.

MovieYeh Dillagi
SingerLata Mangeshkar
DirectorNaresh Malhotra
Music ComposerDilip Sen, Sameer Sen, Dilip Sen, Kumar Sanu, Sameer Sen
LyricistSameer
Star CastAkshay Kumar, Saif Ali Khan, Kajol, Reema Lagoo, Saeed Jaffrey
LabelEros

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *