Dekho Kaanha Nahee Maanat Batiya Lyrics | Payal Ki Jhankaar | Sulakshana Pandit, Yesudas | Raj Kamal

Dekho Kaanha Nahee Maanat Batiya Lyrics | Payal Ki Jhankaar | Sulakshana Pandit, Yesudas | Raj Kamal

Dekho kanha nahee manat batiya
Dekho kanha nahee manat batiya
Chhaliya chhede bansuriya
Dekho kanha nahee manat batiya

Bansi baja ke kare barjori
Bansi baja ke kare barjori
Binati karu par mane nahi mori
Dekho
Dekho roke hamari dagariya
Chhaliya chhede basuriya
Dekho kanha nahi manat batiya

Jamuna pe aayi bharan gagariya
Gagariya gagariya
Jamuna pe aayi bharan gagariya
Nir bharat jamuna tat par jab bhar
Bhar nir uthaye gagar
Tab dagar chalat mohe chedat langar
Hat jao ji kuvar,futi jat gagar
Mohe chhod chhod
Madhav
Madhav
Madhav
Mohe chhod chhod
Madhav
Madhav
Madhav
Mohe chhod chhod
Madhav
Madhav
Madhav

Jamuna pe aayi bharan gagariya
Jamuna pe aayi bharan gagariya
Mai to bholi shyama gujariya
Bhari gagari me more kankadiya
Chhaliya chhede basuriya
Dekho kanha nahi manat batiya
Chhaliya chhede basuriya
Dekho kanha nahi manat batiya

MoviePayal Ki Jhankaar
SingerSulakshana Pandit, Yesudas
DirectorSatyen Bose
Music ComposerRaj Kamal
LyricistMaya Govind
Star CastKomal Mahuakar, Alankar, Shyama, Surinder Kaur, Veena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *