Jaan o meri jaan kyu ho khafa
Mere dil ki sun awaaz
Sun le ab khul jayenge raaz
Dekhe meri aankhon mein jo
Chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh
Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pata
Kaisi taank jhaank mein
Ye uljhi si talash mein
Shikaar dhundta hain tu kya
Shaam hain paheli yeh raat ajnabi si
Chayi becheniyan
Jaan bhi akeli koi tham le hatheli
Kyun yeh betabiyan
Dekhe meri aankhon mein jo
Chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh
Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Khamoshiyaan bhi yeh
Teri bayan kare kahaani
Behki si behti si
Shaam ae jo thi ruhani
Shaam hain paheli yeh raat ajnabi si
Chayi becheniyan
Jaan bhi akeli koi tham le hatheli
Kyun yeh betabiyan
Dekhe meri aankhon mein jo
Chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh
Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pata
Kaisi taank jhaank mein
Ye uljhi si talash mein
Shikaar dhundta hain tu kya
Dekhe meri aankhon mein jo
Chad jaaye nasha
Nazre mila ke dekh
Chaand par se aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
| Movie | Main Aur Charles |
| Singer | Saba Azad |
| Music Composer | Aditya Trivedi |
| Lyricist | Kartik Chaudhry |
| Star Cast | Aadil Hussain, Randeep Honda, Richa Chadda |
| Label | T Series |

