Deewana Dil Beqarar Tha Lyrics  | Bol Radha Bol | Rishi Kapoor, Juhi Chawla | Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Deewana Dil Beqarar Tha Lyrics | Bol Radha Bol | Rishi Kapoor, Juhi Chawla | Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Woh aa gaya woh aa gaya
Woh aa gaya woh aa gaya
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon

Bechain thi main har ghadi,
Raaton ko soyi nahi
Deewanagi badhati gayi,
Khwaabon mein khoyi nahi
Bechain thi main har ghadi,
Raaton ko soyi nahi
Deewanagi badhati gayi,
Khwaabon mein khoyi nahi
Baaton hi baaton mein,
Mera dil tune liya
Ho aankhon hi aankhon mein
jaadu kya tune kiya
Meri toh saanson mein bas
Tu hai dilruba ha ha ha ha
Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Woh aa gaya woh aa gaya
Woh aa gaya woh aa gaya
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon

Dekha nahi pehle kabhi,
Aaisa sama jaan-e-jaa
Koi nahi jaane sanam,
Iss pyar ki dastaan
Dekha nahi pehle kabhi,
Aaisa sama jaan-e-jaa
Koi nahi jaane sanam,
Iss pyar ki dastaan
Main teri tu mera,
Begana hai yeh jahaan
Ho deewane sun le tu,
Yeh meri dil ku zubaan
Dhadkan mein bas jaaun,
Aa paas mere tu aa aa aa
Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Deewana dil beqarar tha
Jiska mujhe intezaar tha
Woh aa gaya woh aa gaya
Woh aa gaya woh aa gaya
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon
Main aashiq hoon deewana hoon
Shamma ka main parwana hoon.

MovieBol Radha Bol
SingerAbhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistSameer
Star CastRishi Kapoor, Juhi Chawla, Sushma Seth, Alok Nath, Mohnish Behl, Kiran Kumar, Kader Khan, Shakti Kapoor
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *