Chokari pati nahi naukari mili nahi
Bhaigiri try kari bilkul chali nahi
Chokari pati nahi naukari mili nahi
Bhaigiri try kari bilkul chali nahi
Pakit mari pakde gaye
Car churai jakde gaye
Roz ki kit pit roz dhulai
Roz ka thane aana jana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Kahe ki mehnat hai kahe ki izzat hai
Jo bhi hai daulat hai apun to goti fira de
Pandu bhi right hai right hai
Paket ki fight hai fight hai
Halat bhi tight hai milta hai jo bhi kamale
Kitna tenshion bhikh me penshion
Kitna tenshion bhikh me penshion
Fokat ka khana to jana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Bhabhi ko bolo zara koi
To chakar chala kar dale apna bhala
Mujhko bhi biwi dila o bhabhi
Sona nahi chandi nahi bangle ki
Chabi nahi foreign ki gadi nahi
Are kaise mai biwi dila du
Haye re kadki mili na ladki
Haye re kadki mili na ladki
Roz ka vo hi rona gana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Chokari pati nahi naukari mili nahi
Bhaigiri try kari bilkul chali nahi
Pakit mari pakde gaye
Car churai jakde gaye
Roz ki kit pit roz dhulai
Roz ka thane aana jana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
Khaya piya to kuch bhi nahi
Sala gilas toda bara aana
| Movie | Garv |
| Singer | Sunidhi Chauhan, Vinod Rathod |
| Director | Puneet Issar |
| Music Composer | Sajid Wajid |
| Lyricist | Jalees Sherwani |
| Star Cast | Salman Khan, Shilpa Shetty, Arbaaz Khan, Akanksha Malhotra, Amrish Puri, Farida Jalal, Kulbhushan Kharbanda, Anupam Kher, Mukesh Rishi, Mohan Joshi, Shivaji Satam, Vijayendra Ghatge, Govind Namdeo, Rajpal Yadav, Hemant Birje, Inder Sudan, Ravi Jhankal, Re |

