Chalataa Rahun, Jab Tak Na Chute Saans Ye Lyrics | Non-film (Talat Mahmood) | Talat Mahmood

Chalataa Rahun, Jab Tak Na Chute Saans Ye Lyrics | Non-film (Talat Mahmood) | Talat Mahmood

Chaltaa rahun chaltaa rahun
Chaltaa rahun chaltaa rahun
Jab tak na chute saans ye
Jab tak na tute aas ye
Kaali lakire haath ki
Kaali lakire haath ki
Maltaa rahun maltaa rahun
Chaltaa rahun chaltaa rahun
Chaltaa rahun chaltaa rahun

Dil par dhare angaar ko
Dil par dhare angaar ko
Jo lut gayaa us pyaar ko
Aashaa liye barsaat ki
Aashaa liye barsaat ki
Jalta rahun
Jalta rahun
Chaltaa rahun chaltaa rahun

Jal thal gagan tam se bhare
Mai zindagi gam se bhare
Jal thal gagan tam se bhare
Mai zindagi gam se bhare
Kar kalpana suprabhaat ki
Kar kalpana suprabhaat ki
Chaltaa rahun chaltaa rahun
Chaltaa rahun chaltaa rahun

MovieNon-film (Talat Mahmood)
SingerTalat Mahmood

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *