Chaand Rajai Odhe Lyrics  | Irada | Naseeruddin Shah, Arshad Warsi | Angaraag Mahanta (Papon) | Neeraj Shridhar

Chaand Rajai Odhe Lyrics | Irada | Naseeruddin Shah, Arshad Warsi | Angaraag Mahanta (Papon) | Neeraj Shridhar

Sojaa…sojaa…

Sojaa…

Chaand rajai odhe
Ghum jaye chaadni

Chaand rajai odhe
Ghum jaye chaadni
Dastak dena hawa
Chup rhe raagni

Chaand rajai odhe

Nindiya ki duniya mein
Khoyi rhe tu
Akhiyon ke palney mein
Soyi rhe tu

Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan…

Sapno ke jhulmuto se
Pariyaan pukare..
Leke bala yeh tere
Sadke utare..

Rum jhum hawa ka jhoka
Khole daricha
Khusboon se bheege tere

Maan ka galicha..

Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan…

Jugnu bhi kheley tujhse
Aakh micholi
Satrangi rango ki ho
Teri rangooli

Jugnu bhi kheley tujhse
Aakh micholi
Satrangi rango ki ho
Teri rangooli

Pairon se leepte rhe
Sabnam ke dhaage
Rainaa dhale na kabhi
Subah na jaage

Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan…

Chaand rajai odhe
Ghum jaye chaadni
Dastak dena hawa
Chup rhe raagni

Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan
Mein gaun loriyaan…

MovieIrada
SingerAngaraag Mahanta (Papon)
DirectorAparnaa Singh
Music ComposerNeeraj Shridhar
LyricistSameer Anjaan
Star CastNaseeruddin Shah, Arshad Warsi, Divya Dutta
LabelJunglee Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *