Bombay Talkies Lyrics | Bombay Talkies | Kailash Kher, Richa Sharma | Amit Trivedi

Bombay talkies haan bombay talkies
Apna cinema haan bombay talkies
Sapnon ki taksaal hai yeh duniya bemisaal hai
Sab kehte maya jaal hai yeh jo bhi hai kamaal hai
Jo film na ho yaar sun lo toh jeena ho bekaar sun lo
Har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies

Yeh sikhlani hai pyaar sun lo
Aur dhisham dhisham maar sun lo
Hum sabka jeevan hai apna bombay talkies
Bombay talkies haan bombay talkies
Arey har dil ki dhadkan hai
Apna bombay talkies
Bombay talkies haan bombay talkies

Kahaaniyan nayi nayi sitaare laayi saath
Geeton ki saugaat aaina hamein dikhlaaye
Andheron mein rang khile
Ameer ya gareeb dost ya raqeeb
Sabka man behlaaye aansoo ya muskaan sun lo
Yeh india ke hai praan sun lo

Sab rang ka darpan hai apna bombay talkies
Bombay talkies haan bombay talkies
Aray har dil ki dhadkan hai
Apna bombay talkies
Bombay talkies haan bombay talkies

Jeena yahaan marna yahaan
Iske siwa jana kahaan
Aray hum hain wahin hum the jahaan
Sau baras ka hua phir bhi hai jawaan
Ho apna cinema rahega sada hi yeh jawaan
Parde pe chamatkaar hai
Yeh chadta sa bukhaar hai
Sur pe junoon sawaar hai
Khwaabon ka kaarobar hai
Action emotion naap sun lo
Sab hit hai chahe flop chun lo
Dil ke chedhega taar sun lo
Dekhenge baar baar sun lo

Celullite digital apna bombay talkies
Talkies talkies talkies talkies
Picture hi culture hai apna bombay talkies
Arey har dil ki dhadkan hai
Apna bombay talkies
Bombay talkies haan bombay talkies
Sau baras ka bombay talkies
Dekho re dekho re

MovieBombay Talkies
SingerKailash Kher, Richa Sharma
Music ComposerAmit Trivedi
LyricistSwanand Kirkire

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *