Bol Nadan Dil Tujhko Kya Ho Gaya, Tu Mere Pass Tha Lyrics | Nadaan | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Bol Nadan Dil Tujhko Kya Ho Gaya, Tu Mere Pass Tha Lyrics | Nadaan | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Bol nadan dil tujhko kya ho gaya
Tu mere pas tha tu kaha kho gaya
Bol nadan dil haye haye haye
Bol nadan dil tujhko kya ho gaya
Tu mere pas tha tu kaha kho gaya
Bol nadan dil haye haye haye
Bol nadan dil tujhko kya ho gaya

O meri aankho me kaisi chamamk aa gayi
Meri aankho me kaisi chamamk aa gayi
Mere balo me kaisi mahak aa gayi
Rat din kiski dhun me tu rahne laga
Raz to pyar ke mujhse kahne laga
Bol nadan dil haye haye haye
Bol nadan dil tujhko kya ho gaya
Tu mere pas tha tu kaha kho gaya
Bol nadan dil haye haye haye
Bol nadan dil tujhko kya ho gaya

O mujhko aane lagi aaj angadayiya
Mujhko aane lagi aaj angadayiya
Geet gane lagi meri tanhayiya
Apne chehre se kyu shram aane lagi
Jindagi jhum kar gungunane lagi
Bol nadan dil haye haye haye
Bol nadan dil tujhko kya ho gaya
Tu mere pas tha tu kaha kho gaya
Bol nadan dil haye haye haye

MovieNadaan
SingerAsha Bhosle
DirectorDeven Verma
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastAsha Parekh, Navin Nischol, Helen, Nirupa Roy, Asit Sen, Bela Bose, Karan Dewan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *