Bhar le tumhe baaho mein
Nigaho mein basa le
Bhar le tumhe baaho mein
Nigaho mein basa le
Lag jao gale
Lag jao gale
Aaj lagi dil ki bujha le
Bhar le tumhe baaho mein
Tarsi huyi aankho ka
Hasin khwab tumhi ho
Tarsi huyi aankho ka
Hasin khwab tumhi ho
Jugnoo tumhi
Taara tumhi
Mehtaab tumhi ho
Jee chaahe yeh apna
Tumhe tumse chura le
Lag jao gale
Lag jao gale
Aaj lagi dil ki bujha le
Bhar le tumhe baaho mein
Darr hai ke na lag jaye
Nazar apni khushi ko
Darr hai ke na lag jaye
Nazar apni khushi ko
Yu dil mein sama jao
Khabar ho na kissi ko
Ajao ke duniya ki
Nigaho se bacha le
Lag jao gale
Lag jao gale
Aaj lagi dil ki bujha le
Bhar le tumhe baaho mein
Lagta hai ke
Yug yug se
Issi dil mein rahe ho
Lagta hai ke
Yug yug se
Issi dil mein rahe ho
Samjha hai sada tum
Kissi mehfil mein rahe ho
Armaan hai kissi tarha
Tumhe apna bana le
Lag jao gale
Lag jao gale
Aaj lagi dil ki bujha le
Bhar le tumhe baaho mein.
| Movie | Lorie |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Aziz Khan Old, Hashmi, Shashi Wadia, Vijay Talwar |
| Music Composer | Mohammed Zahur Khayyam |
| Lyricist | Bashar Nawaz |
| Star Cast | Shabana Azmi, Farooq Sheikh, Swaroop Sampat, Sulbha Deshpande, Rohini Hattangadi, Javed Khan, Yunus Parvez, Madan Puri, Paresh Rawal, Naseruddin Shah |
| Label | Saregama |

