Behna Ki Shaadi Lyrics  | Mr. White Mr. Black | Sunil Shetty, Arshad Warsi | Shailendra (Shankardas Kesarilal), Sonu Nigam | Tauseef Akhtar

Behna Ki Shaadi Lyrics | Mr. White Mr. Black | Sunil Shetty, Arshad Warsi | Shailendra (Shankardas Kesarilal), Sonu Nigam | Tauseef Akhtar

Oh pape aao, oh lale aao, oh mister aao, minister aao
Oh doctor aao, engineer aao, oh mayer aao, commissioner aao
Sab log, sab aao, aao tashreef laao

Nacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara yeh samaa hai, taal se taal milao
Nacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara yeh samaa hai, taal se taal milao
Khaane ki peene ki azaadi hai..
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai
Shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi

Meri behna ki soorat sone ki maina jaisi
Na rahe kisi ki behna jag mein meri behna jaisi
Heere jaisi aankhen uski, moti jaisi baatein uski
Woh hai kudrat ki jadoogari, woh lagti hai pariyon ki pari
Dulhan hai ya koi shehzadi hai
Yaaron meri behna ki behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai

Tu leti ja tu leti ja behna bhaiya ki duaayein
Teri raahon mein kabhi kahin na gham ke saaye aaye
Is dil ko humein samjhana hai, tujhe saajan ke ghar jaana hai
Hum laakh kare koshish lekin, aankhon se aansoo aana hai
Sab ne mil kar doli ye sajaa di hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai

Nacho gao dhoom machao, aao chalo jashn manao
Khushiyon bhara yeh samaa hai, taal se taal milao
Khaane ki peene ki azaadi hai
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi
Yaaron meri behna ki shaadi hai, shaadi hai, shaadi hai, shaadi.

MovieMr. White Mr. Black
SingerShailendra (Shankardas Kesarilal), Sonu Nigam
DirectorDeepak Shivdasani
Music ComposerTauseef Akhtar
LyricistSameer
Star CastSunil Shetty, Arshad Warsi, Sandhya Mridul
LabelEros Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *