Bandhan Tute Na Saavariya Lyrics | Mom Ki Gudiya | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Bandhan Tute Na Saavariya Lyrics | Mom Ki Gudiya | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Bandhan tute na sanwariya
Bandhan tute na sanwariya
Ram kare piya
Teri umar me
Lag jaye meri bhi umariya
Bandhan tute na
Sanwariya
Ram kare piya teri umar me
Lag jayein meri bhi umariya
Bandhan tute na

Lal basanti
Lal basanti nile kare
Kachche jagat ke rang hain sare maine to tere
Prem ke patte rang me rang li chunariya
Bandhan tute na sanwariya
Bandhan tute na

Mira krishan ke
Mira krishan ke git sunaye
Mera jiya piya tere gun gaye
Mira krishan ki prem pujaran
Apne piya ki main bawariya
Bandhan tute na sanwariya
Ram kare piya teri umar me
Lag jaye meri bhi umariya
Bandhan tute na

MovieMom Ki Gudiya
SingerLata Mangeshkar
DirectorMohan Kumar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRatan Chopra, Tanuja, Jeevan, Helen, Tun Tun, Brahmachari, Premnath, Nazir Hasain, Paro M, Raj Mehra, Om Prakash, Meena T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *